Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePatanga (1949)
HomePatanga (1949)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil se bhulaa do tum humen dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge nazron se kyun gira diya tumne kisi gareeb ko nazron se kyun gira diya tumne kisi gareeb ko kaise manayega koi ruthe huye naseeb ko kaise manayega koi ruthe huye naseeb ko tumne diye jo dil ko daag tumne diye jo dil ko daag kaise unhen chhupaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge dil se bhulaa do tum humen hum naa tumhen bhulaayenge ruth ke jaane waale hum duniyaa se ruth jaayenge hum naa tumhen bhulaayenge tumne humen mita diya tumse kahen to kya kahen tumne humen mita diya tumse kahen to kya kahen maana ke bewafaa ho tum phir bhi naa bewafaa kahen maana ke bewafaa ho tum phir bhi naa bewafaa kahen tumne jo kehna tha keh chuke tumne jo
muhabbat ki khushi do din ki aur ghum zindagi bhar ke ye jeena koi jeena haiiiii jeeyen jaate hain mar mar ke kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain judaayi mein kisi ki do hi baaten achchhi lagti hain mili rone se jab fursat mili rone se jab fursat to unko yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup kar yaad kar lena mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de mere bichhde huye saathi mujhe barbaad rehne de tu apne pyaar ki duniyaa tu apne pyaar ki duniyaa kahin aabaad kar lena kahin aabaad kar lena kabhi khamosh ho jaana kabhi fariyaad kar lena magar uss bewafaa ko chupke chupke yaad kar lena ho chhup
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june
jisne is duniyaan mein aakar dil naa diyaa aur dil naa liyaa jeene ko sau saal jiyaa par hum to kahenge khaakh jiyaa o dilwaalo o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi dil mein kisi kaa pyaar basaanaa achchha hai par kabhi kabhi duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota duniyaan mein jo pyaar na hota tum hi kaho kya hota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota koi naa thandi aahen bharta koi na dard ke maare rota hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi hansne waalo aankh bahaana achchha hai par kabhi kabhi o dilwaalo dil kaa lagaana achchha hai par kabhi kabhi shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaane ko kaun gale se lagaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye shamma naa ho to parvaanaa kyun apnaa aap jalaaye kisi ki khaatir kisi ki khaatir jaan
pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai anokhi kacheri hai ye anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai anokha kaanoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai mohabbat ki arji ka naya majmoon hai aankhon ka daakkhana ho aankhon ka daakkhana nazron ka taar hai ji nazron kaa taar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke jahaan ki niraali sarkaar hai nirali sarkaar hai mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein ye dil thanedaar hai ye dil havaldaar hai ye dil chaukidaar hai pyaar ke school mein ek hi class hai ji ek hi class hai ji
thukra ke mujhe jaane waale ik thokar aur lagaataa jaa sindur to maang se chheen liyaa ab phoolon ko thukaraataa jaa ooo jaane waale jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye chheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye raat din maangi mere dil ne duaa jiske liye kya qayaamat hai kya qayaamat hai usi ne dil ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne kar diyaa beghar mujhe mere hi ghar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne aa gayi jab pyaar ki manzil nazar ke saamne lootne waale ne lootne waale ne manzil ki tamannaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa loot li haaye duniyaa loot li o jaane waale tune aramaano ki duniyaa loot li muskuraane bhi na paayi thi tamannaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Se Bhulaa Do Tum Patanga (1949) 04:25 13932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:25   Song Number : 13932   

Kabhi Khamosh Ho Jaana Patanga (1949) 03:55 13933
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima, Nigar
Duration : 03:55   Song Number : 13933   

Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 04:22 20932
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Shyam, Gopi, Nigar Sultana, Purnima
Duration : 04:22   Song Number : 20932   

O Dilwaalo Dil Ka Lagana Patanga (1949) 03:04 13083
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Duration : 03:04   Song Number : 13083   

Pyaar Ke Jahaan Ki Nirali Patanga (1949) 05:00 15301
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
C Ramchandra
Duration : 05:00   Song Number : 15301   

Thukra Ke Mujhe Jaane Patanga (1949) 04:25 19231
 
Poster of Patanga (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 04:25   Song Number : 19231